Episode Details
Back to Episodes
Musalman Ka Asal Maqsad Kya Hona Chahiye? | Dr Israr Ahmed
Published 1 month, 1 week ago
Description
Musalman ka asal maqsad fatah nahin, Allah ki raza hai. Dr Israr Ahmed samjhate hain ke kamyabi ka naam natije mein nahin, niyyat mein hai. Chahe ghalba mile ya shahadat, agar Allah raazi ho jaye to safar bhi manzil ban jata hai.
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.