Episode Details

Back to Episodes
Ask Mufti Tariq Masood | 502nd Session - Masail Ka Hal

Ask Mufti Tariq Masood | 502nd Session - Masail Ka Hal

Published 2 weeks ago
Description

(0:00) Intro

(0:10) Online Paisay Kamana Sharai Aetabar Se Kaisa Hai?

(1:10) Farz Namaz Ke Baad Ijtimai Dua Ka Saboot?

(1:17) Salat-ut-Tasbeeh Ka Saboot?

(6:54) Forex Trading Ka Hukam?

(7:04) Jheengay Halal Hain Ya Haram?

(15:35) Khula Ke 15 Saal Baad Baghair Halala Ke Apnay Sabiq Shohar Se Nikah Karna?

(16:42) Bawaqt-e-Majboori Ghar Bananay Ke Liye Soodi Qarza Lena?

(17:54) Nas Bandi Karana?

(18:54) Qur'an Ki Videos YouTube Par Upload Karna?

(19:00) Napaki Mein Azan Dena?

(19:18) Qadiyaniyon Ke Saath Khana Pakana Ya Khelna?

(20:24) Nikah Mein Gawah Ka Ujrat Lena?

(21:38) Shohar Be-Aulad Ho To Fasakh-e-Nikah?

(22:33) Nayi Dulhan Ke Paon Dho Kar Pani Ghar Mein Chirakna?

(22:45) Halat-e-Janabat Mein Roza Rakhna Aur Dair Se Ghusal Karna?

(22:54) Kapron Par Peshab Ka Qatra Lag Jaye To?

(23:22) Hamila Aurat Ka Roza Na Rakhna?

(24:29) Chor Bazar Se Samaan Khareedna?

(26:03) Iddat Mein Adalat Jana?

(26:33) Sharabi Doston Ke Saath Ghoomna?

(27:49) Qaza-e-Umri Mein Har Namaz Ki Rakaat?

(28:05) 02 Sajdon Ke Darmiyan Ki Dua?

(28:42) Bank Saving Account Mein Soodi Raqam Ka Masraf?

(29:25) Talaq Ke Liye Gawah Ka Hona?

(30:33) Agar Mard Aurat Ke Saath Na Rahay, Khud Doosri Shadi Kar Le, Pehli Biwi Kya Karay?

(32:13) Bank Ki Aisi Job Ka Hal?

(34:32) Khalazad Ki Beti Se Shadi?

(34:51) Allah Ko Khuda Kehna?

(34:57) Allah Ko Phone Par Gawah Bana Kar Nikah Karna?

(35:50) Shohar Agar Ghar Walon Ke Dabao Mein 02 Talaq De Lakin Abhi Jismani Taaluq Na Hua Ho To?

(37:05) Mamu Ke Betay Ke Saath Bhainsain Charata Hoon, Wo Kehnay Se Bhi Namaz Na Parhain To?

(37:50) Walid Ke Saath Paisay Mila Kar Plot Khareeda, Ghar Ki Virasat?

(38:52) Peshab Ke Qatron Ka Masla?

(39:48) Tashahhud Mein Alaika Ki Jagah Alaina Parha To?

(40:41) Roza-e-Rasool ﷺ Par Durood Ke Ilawa Baat Nabi ﷺ Suntay Hain?

(40:28) Court Marriage Mein Aisi Talaq?


To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Listen Now

Love PodBriefly?

If you like Podbriefly.com, please consider donating to support the ongoing development.

Support Us