Episode Details
Back to Episodes
Taraweeh Tafseer 04 | Mufti Tariq Masood Speeches đź•‹
Description
(0:00) Intro
(0:02) Khutba & Surah Nisa Taraweeh Tafseer 2026
(0:31) Surah “Nisa” ka matlab
(0:42) Surah Nisa ka ta’aruf (aurat, yateem, jihad, munafiqin)
(1:26) Insani asal: Hazrat Adam as
(1:44) Aurat ka mard ke baghair rehna namumkin
(2:36) Feminism ka jaiza
(3:09) Nikah ka kufu mein hona
(3:52) Be-jor shadiyon ka nuksan
(5:13) Armed forces officer ki misaal
(6:57) Sarbrah ka strong profession
(7:52) Kasrat-e-azwaj na hone ke nuksanat
(8:06) Sahaba ra ka daur: aurat ki qeemat
(9:13) Hazrat Jafar Tayyar ra ki bewah ke liye rishtay
(9:57) Aaj ka nikaahi nizaam ka nasoor
(10:18) Nikah / talaq system ka ikhtilaat
(10:51) Larki ki kamtar shadi ki waja
(11:09) Baandi se nikah
(12:15) Zina ke barhne ki wajah
(13:19) Hazrat Bareera ra ka nikah
(13:39) Chaar shadiyon ka falsafa
(14:14) Ahl-e-Hadith par jawab
(14:49) Insani aabadi ka graph (Darwin theory ka radd)
(16:24) Rishtay: azeem nemat
(18:26) Brwaqt nikah na hone se zina
(19:43) Pagal badshah lateefa (wazahat)
(21:19) Yateem ka maal khana jurm
(21:57) Yateem ki virasat khane walay rishtedar
(23:12) Biwi ki virasat se business
(25:03) Be-samajh khawateen ke liye mashwara
(26:32) Kam tajurba aur ghalat masraf
(27:16) Samajhdari ki umar (25 saal)
(27:26) Behen ki virasat khanay walay bhai
(28:00) Kirayedar ke liye hidayat
(28:20) Yateem ka maal 25 saal par dena
(29:34) Nikah ke liye bulugh shart
(31:32) Under-18 marriage law par challenge
(32:59) Virasat mein gawah zaroori
(33:41) Aurat ka virasati haqq
(34:04) Aurat ka hissa aadha kyun? (liberals ka jawab)
(34:53) Misalon se wazahat
(37:01) Qur’ani virasat ke hissay
(37:26) Yateem bachon ka bojh uthana
(37:54) Family planning propaganda
(38:10) Hazrat Maryam as aur qura-andazi
(38:51) “Do bachay hi kaafi” ka na’ara
(39:26) Jawan bewah / talaq yafta aurat ka hal
(40:39) Motivational speakers aur yateem ka masla
(41:47) Hazrat Umm-e-Salma ra ka nikah
(42:23) Edhi ke bachay vs izzat se palay huay bachay
(42:41) Bewah ke bachay palna sunnat
(43:37) Yateem ka maal na-haqq khanay walay
(43:53) Gunah ke baad ta’ana dena
(45:18) Maazi ke gunahon ka ta’ana
(46:18) Ta’ana dena haram
(46:32) Yateem aurat ke maal ke Qur’ani ahkam
(47:36) Na-pasand biwi mein khair
(48:06) 2006 ka waqia (biwiyan badalne wala)
(49:30) Ustaad ka waqia: bachon ki barkat
(50:32) Retired waqia (high-standard biwi)
(51:32) Aqalmand biwi ka sabr
(52:26) Zojain ka rishta: compromise
(53:34) Rishton ka taqaddus
(56:49) Nikah ke liye haram rishton ki fehrist
(57:51) Susar–bahu masla
(58:09) Saas–damad masla
(58:33) Walad-uz-zina se nikah haram
(58:54) Ghairat ke usool
(1:00:13) Insha’Allah
(1:00:23) Aisi property par zakaat?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.