Episode Details
Back to Episodes
Ask Mufti Tariq Masood | 417th Session - Masail Ka hal
Description
(0:00) - Intro
(0:06) - Exams ke liye biwi se door rehna sahi hai ya nahi?
(4:39) - Zakaat ki mustahiq khatoon ka hukam kya hai?
(5:47) - Islami calligraphy ki painting frokht karna jaiz hai?
(6:01) - Behen ko virasat mein aadha hissa kyon milta hai?
(8:26) - Bahir mulkon mein students ka chhup kar job karna jaiz hai?
(9:24) - Biwi agar ghair zaruri baton par roye to kya karein?
(11:58) - Haram chizon ki food delivery ka hukam kya hai?
(12:12) - Kutton ke dar se Fajar ghar mein parhna jaiz hai ya nahi?
(12:56) - Shadi-shuda aurat ke saman par susral walon ka kitna haq hai?
(16:15) - Surah Asar ki sharaait kaise poori karein?
(17:30) - Zakaat ka time kya hai?
(17:48) - Yajooh Majooj se bachne ka wazifa kya hai?
(18:20) - Zina karne walon ko ayyash kehna jaiz hai?
(18:32) - Behnoi sharabi ho to kya karein?
(19:34) - Nikah khan ke liye aik bar qabool karna kafi hai ya teen bar?
(19:43) - Doosri shadi ki umar kya hai?
(20:13) - Lottery ke paisay ka hukam kya hai?
(20:26) - Doosre firqay ke rishtaydar ke ghar khana khana jaiz hai ya nahi?
(20:55) - Israel Shah naam rakhna jaiz hai ya nahi?
(21:03) - Committee ki rakhwai ka hukam kya hai?
(21:21) - Walda kaan bharti ho to kya karein?
(23:53) - Masaail se nawaqifiyat walay rozon ka hukam kya hai?
(24:43) - Qur’an parh kar walidain ko bakhshna jaiz hai ya nahi?
(25:02) - Imam ke pichhe Sanaa parhna jaiz hai ya nahi?
(25:26) - Sadqa ki raqam se paisay lena jaiz hai ya nahi?
(25:36) - Mannat poori karne ka hukam kya hai?
(26:15) - Diwali ke patakhay ka hukam kya hai?
(26:48) - Qasam khana jaiz hai ya nahi?
(27:00) - Jumma ke din Surah Kahaf kab tak parh sakte hain?
(27:18) - Badda dimagh wale shohar ka ilaj kaise karein?
(27:34) - Ghusal se pehly baal dhona zaruri hai ya nahi?
(27:53) - Umrah se pehly sona jaiz hai ya nahi?
(29:13) - Allah ke sath “miyan” kehna jaiz hai ya nahi?
(29:27) - Sadqa dene ki mannatein kaise poori karein?
(29:44) - Nabi ﷺ ki Nabuwwat par sawal ka jawab kya hai?
(31:08) - Salon ka kaam kaise karein?
(31:24) - Bachon ke liye nazr-e-badda ki dua kya hai?
(33:34) - Teen talaq ke maslay mein kon sahih hai? Ehl-e-Hadis ya doosre?
(41:54) - Hadis mein khaab ki hasiyat kya hai?
To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.