Episode Details

Back to Episodes
Question Answer Session With Public 119 | Mufti Tariq Masood Speeches đź•‹

Question Answer Session With Public 119 | Mufti Tariq Masood Speeches đź•‹

Published 3 months, 1 week ago
Description

(0:00) Intro

(0:02) Marhoom walid ke 40wain par Qur’an khwani karna, 2 mah ka rashan ghareebon ko dena, aur namaz/rozay ka kaffara ada karna?

(4:35) Agar Allah hai to duniya mein itna zulm kyun ho raha hai?

(9:00) Charity appeal for Masjid Al-Falahia construction (future Masjid ka naqsha aur taameeri kaam)

(13:17) Jab qismat mein pehle se sab kuch likha hota hai, to naiki par sawab aur gunah par azab kyun?

(14:21) (Reply to Engineer) Nabi ď·ş ke walidain ke maslay mein Imam Abu Hanifa (ra) par gustakhi ki haqeeqat

(18:47) Ghusal mein waswason ka ilaj

(21:56) Virasat ka masla

(23:12) Wrist watch se time dekhna takabbur hai?

(24:06) Aankhon ka zina kya hai?

(24:49) Aisi wasiyat ka hal

(25:16) Builder ke business ka zikr (badtareen paisa jo taameer par kharch ho — hadees ka mafhoom)

(28:16) “Mera ghar, mera ghar” kehne walay

(29:32) Rent par rehna

(31:20) Zaati ghar ki tension lena?

(32:39) Jab Mufti Sahab ko 10 January 2026 ko “Happy Birthday” kaha gaya

(34:13) 50 saal ke baad ghar banana bewakoofi hai?

(34:46) Biwi ke madrasa admission mein walda ki rukawat ka hal?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

Listen Now

Love PodBriefly?

If you like Podbriefly.com, please consider donating to support the ongoing development.

Support Us