Episode Details
Back to Episodes
Ask Mufti Tariq Masood | 412th Session - Masail Ka hal
Description
(0:00) Intro
(0:03) Ghar se bhag kr shadi krny pr maa ki bdduaon se kaisy bachain?
(2:50) USA waly Eid chaand k hisab se krain ya Saudia k hisab se?
(4:02) Waldain pasand ki shadi main rukawat?
(5:42) Waldain pasand ki shadi main rukawat?
(9:23) BV k sath khrab taaluqat ko sahih krny ka tariqa?
(12:59) Bachpn k 72 taxi walon ka kraya abb kaisy dain?
(14:09) Imam Abu Hanifa ra ka follower, raful yadain kr skta hai?
(16:31) Apni jgah doosry ko kaam pr lga kr salary se usko kuch commission daina?
(17:13) Paishab k qatron ka masla?
(18:36) Nikaah ka intazar?
(19:15) 30 sala talaq yafta ka 60 sala shadi shuda se nikaah ka mashwara?
(20:51) Dolat ka taaluq taqdeer se hai ya mehnat se?
(21:53) 02 talaq k baad nikaah ka hukam?
(22:04) Online marketing pr detailed video ki fermaish?
(23:10) Zabardasti ka nikaah?
(24:28) Qiston k karobar k ehkam?
(25:07) Jhooty latify sunany ka hukam?
(25:58) Paisy hoty huay sirf aik suit pehenna?
(29:20) Danton pr braces lgana?
(29:36) Khatoon ki qabar k sath na mehram mard ki qabar bnana?
(29:48) Kiya cigarette pina haram hai?
(31:16) Khany k baad hathon ko ragarna?
(31:28) Ilm se faida ka kaisy pta chly ga?
(32:10) Bahir masjid ki boring se aam logon ka faida uthana?
(32:24) Rasty main giry huay paison ka hukam?
(32:42) Eyebrows ko gehra krny k liye rang lgana?
(33:49) Khana khaty waqt agar luqma gir jaaye to?
(35:05) Nafarman bv ka hal?
(36:57) Namaz mushkil lgy to sirf farz parrhna?
(38:57) Khaab main train ziada nzr aaye to?
(39:29) Doosry ka WIFI istemal krna?
To Ask a Question from Mufti Tariq Masood, Contact: +1 (346) 859-1560
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.