(0:00) Intro
(0:06) Aaj ke session se pehle
(0:15) Gaaye mein 7 hissay hi lazim hain?
(0:40) Hujjaj ka ghalti se ya jaan bujh kar fragrant soap/tissue istemal karna?
(2:32) Ehraam ki halat mein chehray ke parde ka tareeqa
(3:28) Kapra munh par lag jaye to kaffara?
(4:33) Hajj ke ikhtitam par hujjaj ki ehtiyat
(5:19) Halq ya qasar khud karein ya doosray se karwain?
(7:46) Aurat ke liye shauqia hair cutting ka hukam
(8:54) Step relatives se doori ka hukam
(10:13) “Ya Rasulallah karam” kehna kaisa hai?
(11:03) Aisay alfaaz se talaq?
(11:26) Qur’an direct nazil kyun nahi hua?
(13:53) Bathroom mein wazu ke dauran kalma-e-shahadat parhna?
(14:17) Ramazan mein wafat honay wala bakhsha jata hai?
(15:24) Girebaan khol kar namaz parhna?
(16:14) Meezan Bank saving account par ulama ka mauqif
(20:13) Baiti ka naam “Eshal” rakhna?
(20:23) First aid ki job mein night duty ke dauran aankh lag jana?
(21:04) Safar wali qaza namazain wapas aa kar qasar parhna?
(21:18) Qaza namaz mein sirf farz aur witr?
(21:26) Bar bar gheebat ki muafi ka tareeqa
(21:59) Witr ki rakaat ki tadaad
(22:45) Balon par Ayatul Kursi parh kar bechna?
(22:55) Naik logon ki umar mein barkat
(23:13) GF rakhne walay ki imamat?
(24:11) BV ki mudakhlat maa aur betay ke darmiyan
(24:51) Shohar ka baghair bataye doosri shadi karna dhoka hoga?
(26:04) Apnay aap ko jadu se bachanay ka tareeqa
(26:44) Bachpan ki mangni aur shadi se pehle free honay ke nuqsanat
(28:19) BV ke menses mein ghar mein namaz parhna?
(28:27) Waldain se pehle khud Umrah karna?
(28:53) Fiqh-e-Hanafi ya Sunnat-e-Nabvi ko follow karein?
(31:37) Hajj/Umrah ka dam na dena?
(31:55) Fajar ke baad sona aur buray khwab aana?
(33:25) Qasam ka kaffara
(33:47) Bohat se qaza rozon ka kaffara?
(34:21) Zakaat lene wala agar khud sahib-e-nisaab ban jaye?
(35:17) Susral ke diye huay zewar ki zakaat bahu kaise nikalay?
(36:56) Masjid banatay waqt ghair Muslim se taameer ka kaam lena?
(37:53) Zakaat ka masla
(38:42) TikTok par larki ki naat sunna/dekhna?
(39:40) Fajar ki azan mein “Assalatu khairum minan nawm” na kaha jaye to namaz ka hukam?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Published on 3 days ago
If you like Podbriefly.com, please consider donating to support the ongoing development.
Donate